Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahi thaa, kahi kho gaya
Pehla-pehla pyar hai, pehli-pehli bar hai
Pehla-pehla pyar hai, pehli-pehli bar hai
Jaan ke bhi anjana, aisa mera pyar hai, mm
Pehla-pehla pyar hai, pehli-pehli bar hai
Too mere saamne, main tere saamne
Tujhko dekhoon ke pyar karoon?
Too mere saamne, main tere saamne
Tujhko dekhoon ke pyar karoon?
Ye kaise ho gaya? Too meri ho gayee
Kaise main aitabar karoon?
Too mere saamne, main tere saamne
Tujhko dekhoon ke pyar karoon?
Udta hi firoon in hawaon mein kahi
Ya main jhool jaau in ghataaon mein kahi?
Udta hi firoon in hawaon mein kahi
Ya main jhool jaau in ghataaon mein kahi?
Ek kar doon aasma aur zami
Kahoon, yaaro, kya kahoon, kya nahi (whoa-ho)
Pehla nasha, pehla khuma (ooh)
Naya pyar hai, naya intzaar
Kar loon main kya apna? Hai dil ye bekraar
Mere dil hai bekraar, too hi bata
Mausam-mausam kaa suhana badha, mausam-mausam
Mainne dekha use, hoyee main pagal, bas pal bhar mein, ah
Mausam-mausam kaa suhana badha, mausam-mausam
Mainne dekha use, hoyee main pagal, bas pal bhar mein
Aa ke basa hai wo mere man mein
Uski kami hai ab jeewan mein
Wo door hai mere nazron se
Kyoon use main chaahoon?
Oh, sach keh raha hai deewaana, dil, dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke waade saare, jhoothi hai pyar ki kasmein
Mainne har lamha jise chahaa, jise pooja
Usi ne, yaaron, mera dil toda, toda, tanha, tanha chhoda
Sach keh raha hai deewaana, dil, dil na kisi se lagana