huatong
huatong
ahmed-mohammed-hussainustad-mohammed-hussain-keh-rahi-hai-album-version-cover-image

Keh Rahi Hai (Album Version)

Ahmed & Mohammed Hussain/Ustad Mohammed Hussainhuatong
pattycakehebbhuatong
الكلمات
التسجيلات
Noore anwar se andhero ko

Mittaya kal ye

Aur kismat ka sitaara

Jag-magaya aapne

Khusboo e afdar zamana

Humko kehta hain magar

Aaj hum jo kuchh bhi hain

Hum ko banaya aapne

Keh raha hai aapka

Har shakhs deewana humein

Keh raha hai aapka

Har shakhs deewana humein

Aap hi ke naam se

Duniya ne pehchana humein

Keh raha Keh raha

Aap ke dam se hi

Kaayam hain nizaame zindagi

Aap ke dam se hi

Kaayam hain nizaame zindagi

Ek pal ke waaste bhi

Chhod na jaana hamein

Ek pal ke waaste bhi

Chhod na jaana hamein

Keh raha hai

Keh raha hai

Dosto ka pyaar hasrat

Aur phir uska karam

Dosto ka pyaar hasrat

Aur phir uska karam

Ehale fan ehale nazar

Har bazam ne jaana humein

Ehale fan ehale nazar

Har bazam ne jaana humein

Aap hi ke naam se

Duniya ne pehchana humein

Keh raha hai aapka

Har shakhs deewana humein

Keh raha hai

Keh raha hai

المزيد من Ahmed & Mohammed Hussain/Ustad Mohammed Hussain

عرض الجميعlogo

قد يعجبك