Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya dar pe bulaalena ya khaab me aajana
Ae Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya dar pe bulaalena ya khaab me aajana
Ae parda nashi dil ke parde me raha karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Main qabr andheri me gabraoonga jab tanha
Main qabr andheri me gabraoonga jab tanha
Imdaad meri karne aajana Rasoolallah
Imdaad meri karne aajana Rasoolallah
Roshan meri turbath ko lillah zara karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Chehre se diya paaye in chand sitaaro ne
Chehre se diya paaye in chand sitaaro ne
Us dar se shifa paaye dukh dard ke maaro ne
Us dar se shifa paaye dukh dard ke maaro ne
Roshan meri turbath ko lillah zara karna