logo

Hum Tum

logo
الكلمات
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam

Na judaa honge hum

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam

Na judaa honge hum

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Yeh suhaane pal, yeh mulaaqaatein

Hum na bhoolenge pyaar ki baatein

Yeh suhaane pal, yeh mulaaqaatein

Hum na bhoolenge pyaar ki baatein

Din hai mushkil, raat bhaari

Har ghadi hai beqaraari

Chaahatein hoti na kam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam

Na judaa honge hum

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Tumko dhadkanon mein yun basaana hai

Apni palkon mein yun chhupaana hai

Tumko dhadkanon mein yun basaana hai

Apni palkon mein yun chhupaana hai

Jab uthaaye hum nigaahein

Tumko dekhe, tumko paaye

Door jaaye ab na hum

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam

Na judaa honge hum

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam

Na judaa honge hum

Hum Tum لـ Alka Yagnik/Kumar Sanu - الكلمات والمقاطع