kaho na kaho
ye aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar mein
ye sahaara hai
wafa ke saahilon ka
ye kanaara hai
kaho na kaho
ye aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar mein
ye sahaara hai
wafa ke saahilon ka
ye kanaara hai
baadalon se oonchi udan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob
baadalon se oonchi udan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob
tamally maaak
wallaw haata baaeed aani
fe alby hawak
tamally maaak
tamally fe bali wi albi wala bansaak
tamally waheshni
law haata bakoon wayaak
kaho na kaho
ye aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar mein
tu hamaara hai
andhere raaston ka
tu sitaara hai
tamally habibi mehtaglak
iiaya alaya men badlak
we law hawalaya kol el doon
sadeqni habibi mehtagillak
tu hi jeene ka sahaara hai
meri maujon ka kinaara hai
mere liye ye jahaan hai tu
tujhe mere dil ne pukaara hai
kaho na kaho
ye sansein bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
labon pe naam tere
bas hamaara hai
ye tera dil bhi jaana
ab hamaara hai
kaho na kaho
ye aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat ke safar mein
ye sahaara hai
wafa ke saahilon ka
ye kanaara hai
khaabon mein tujhko sanwaara hai
jazbon mein apne utaara hai
meri ye aankhen jidhar dekhein
tera hi tera nazaara hai
khaabon mein tujhko sanwaara hai
jazbon mein apne utaara hai
meri ye aankhen jidhar dekhein
tera hi tera nazaara hai
khaabon mein tujhko sanwaara hai
jazbon mein apne utaara hai
meri ye aankhen jidhar dekhein
tera hi tera nazaara hai
khaabon mein tujhko sanwaara hai
jazbon mein apne utaara hai
meri ye aankhen jidhar dekhein
tera hi tera nazaara hai