huatong
huatong
amit-kumarlata-mangeshkar-ye-zameen-ga-rahi-hai-cover-image

Ye zameen ga rahi hai

Amit Kumar/Lata Mangeshkarhuatong
ronnett001huatong
الكلمات
التسجيلات
Yeh jamin ga rahee hai,

aasman ga raha hai

Saath mere,yeh sara,jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

aasman ga raha hai

Saath mere,yeh sara,jahan ga raha hai

Shaukh kaliyo ke ghunghat,

sarkane lage hai

Shaukh kaliyo ke ghunghat,

sarkane lage hai

Mast phulo ke dil bhee,

dhadakane lage hai

Yeh bahaaro kaa dilkash,

sama ga raha hai

Saath mere, yeh sara, jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

aasman ga raha hai

Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai

Jhumkar parbato pe, ghata chha rahee hai

Jhumkar parbato pe ,ghata chha rahee hai

Pyaar ki umar shayad, karib aa rahee hai

Mera dil pyaar kee yeh,

dastaan ga raha hai

Saath mere, yeh sara, jahan ga raha hai

Yeh jamin ga rahee hai,

aasman ga raha hai

Saath mere,yeh sara, jahan ga raha hai

المزيد من Amit Kumar/Lata Mangeshkar

عرض الجميعlogo

قد يعجبك