logo

Sunn Raha Hai (Male)

logo
الكلمات
Apne Karam ki kar aadaen......

Yaara..

Yaaran......

Yaaran..

Mujh ko iraade de,

Kasmein de vaade de,

Meri duaaon ke, ishaaron ko, sahaare de

Dil ko thikaaney de,

Naye bahaaney de,

Khwaabon ki baarishon ko Mausam ke

paimaane de,

Apne karam, ki kar ataayein..

Kar de idhar, bhi tu nigaahein..

Sun rahaa, hai naa tu..

Ro rahaa, hoon main..

Sun raha, hai naa tu..

Kyun ro raha, hoon main..

Sun rahaa, hai naa tu..

Ro rahaa, hoon main..

Sun raha, hai naa tu..

Kyun ro raha, hoon main..

Manzilein, ruswa hain

Khoyaa hai raasta

Aaye, le jaaye

Itni si iltijaa

Ye meri, zamaanat hai

Tu meri, amaanat hai..

Haa ..

Apne karam, ki kar ataayein

Kar de idhar, bhi tu nigaahein

Sun rahaa, hai naa tu..

Ro rahaa, hoon main..

Sun raha, hai naa tu..

Kyun ro raha, hoon main..

Waqt bhi, thehara hai

Kaise kyoon ye.., huaa

Kaash tuu, aise aaye

Jaise koi duaa

Tu rooh kee, raahat hai

Tu meri, ibaadat hai..,haa..

Apne karam, ki kar atayein

Kar de idhar, bhi tu nigahein

Sun rahaa, hai naa tu..

Ro rahaa, hoon main..

Sun raha, hai naa tu..

Kyun ro raha, hoon main..

Sun rahaa, hai naa tu..

Ro rahaa, hoon main..

Sun raha, hai naa tu..

Kyun ro raha, hoon main..

Yaaraaa...