huatong
huatong
arijit-singh-channa-mereya-short-cover-image

Channa Mereya short

Arijit Singhhuatong
taylorbeanhuatong
الكلمات
التسجيلات
Mehfil mein teri, hum na rahe jo

Ghum toh nahin hai, ghum toh nahin hai

Kisse hamare, nazdeekiyon ke

Kam toh nahin hai, kam toh nahin hai

Kitni dafaa, subah ko meri

Tere aangan mein baithe shaam kiya

Achcha chalta hoon,

Duaaon mein yaad rakhna

Mere zikr ka,

Zubaan pe swaad rakhna

Dil ke sandukon mein,

Mere achche kaam rakhna

Chitthi taaron mein bhi,

Mera tu salaam rakhna

Andhera tera, maine le liya

Mera ujla sitaara, tere naam kiya

Channa mereya, mereya

Channa mereya, mereya

Channa mereya, mereya beliya, o piya..

Channa mereya, mereya

Channa mereya, mereya

Channa mereya, mereya beliya, o piya..

المزيد من Arijit Singh

عرض الجميعlogo

قد يعجبك