Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahee churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani,
Kahee badal na jaana sanam
Ho .. le liya .. dil,
Ooh, haay meraa dil,
Haay dil lekar, mujhko naa, behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahee churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani,
Kahee badal na jaana sanam
Bahaar banke aau
Kabhi tumhaari duniya me,
Guzar na jaaye yeh din
Kahee isee tamanna me
Bahaar banke aau
Kabhi tumhaari duniya me,
Guzar na jaaye yeh din
Kahee isee tamanna me,
Tum mere ..ho,
Ho tum mere ... ho,
Aaj tum itna, vaada karte, jaana
Chura liya..,
Chura liya hai tumne jo dil ko,
Nazar nahee churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani,
Kahee badal na jaana sanam