
Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana
La la la la
Vi ra ra ra lal lal la
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Deewana deewana
Pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko
Pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare
Tera bachke jaana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Dil woh chaahe jisse
Chaahe jisse usse paaye
Pyaar woh yaar ke jo
Naam pe hi mit jaaye
Dil woh chaahe jisse
Chaahe jisse usse paaye
Pyaar woh yaar ke jo
Naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein
Jaan loon nazraana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Deewana deewana
Pyaar ka parwaana
Pal pal ek halchal
Dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai woh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Pal pal ek halchal
Dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai woh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Bhoolega na tujhe
Dil ka yeh takraana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Deewana deewana
Pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko
Pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare
Tera bach ke jaana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana
Yeh mera dil
Yaar ka deewana