Chai Ki Katori Lyrics
Chai ki katoriyo me biscuit duboye the
jo Kaano me tumhare gaane woh gungunaye the
jo
bhulogi kya unko kabhi
main toh nahi..
aadhi raat ko omlete banaye the jo
balcony me baithke ghante bitaaye the jo
lamhe kitne the haseen woh
hai ke nahi
Na na na
Na na nana na
Na na naaa
La la lalaa