Singer: Babul Supriyo, Sadhna sargam
Movie: Himmatwar
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya mein
Ab kisi ka bhi intzaar nahi
Sari duniya bhulaye baithi hu
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya meinin
Ab kisi ka bhi intzar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
^^^^^^^^^Music^^^^^^^^
Saukh dhadkan ki jawani tum ho
Ab to sanso ki rawani tum ho
Jo likhi hai mere khyalo ne
Khubsurat wo kahani tum ho
Mai bhi sapne sajaye baithi hu
Ye na kahna ke bekarar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya mein
Ab kisi ka bhi intzar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
^^^^^^^^Music^^^^^^^^
Chand taro ki suhani ratein
Kaisi bhulungi wo mulakate
Kitni dilkash hai kitni pyari hai
Yaad aati hai tumhari batein
Dil ki shama jalaye baitha hoon
Ab to khud pe bhi ikhtiyar nahi
Sari duniya bhulaye baithi hu
Ye na socho ki mujhko pyar nahi
Tum jo aaye ho meri duniya mein
Ab kisi ka bhi intzar nahi
Kitni chahat chupaye baitha hoon
Ye na socho ki mujhko pyar nahi.