Bheed Mein saath chalte the aur abhi kho gaye
Itne the Paas hum aur ab ajnabee ho gaye
Bheed Mein saath chalte the aur abhi kho gaye
Itne the Paas hum aur ab ajnabee ho gaye
Hai pata mujhe ki teri kami
Chor jayegi kuch aisi nami
Tu Jane bina mere dil ka haal
Tukde tukde kar chal padi
Alag sa hai ye intezar
Ik aas hai man mei dabi hui
Ye soch Mein mai duba rahu
Kya bante hai? Tut te hai rishte sabhi
Yaad aaye to mil hi jaunga tujhko yahi
Na bhi aye to samajh jaunga thi mujhme hi kuch kami
Baat jo kahani thi tumse vo kahe bina so gaye (so gaye)
Itne the Paas hum aur ab ajnabee ho gaye
Dil se hoke aankho se barse vo ye shaamein hai
Khaali the jo, haatho ne pakde vo jaam hai
Chubhte sannate hi kai baate batate hai
Hamdardi wale hi aksar Dard de jaate hai
Yaad aaye to mil hi jaunga tujhko yahi
Na bhi aye to samajh jaunga thi mujhme hi kuch kami