logo

Safar

logo
الكلمات
Prelude

Safar… kaisa hai ye safar

Manzilon ki na hai koi khabar (x2)

Raaston se meri gehri yaari ho gayi

Jo farz se bhara tha basta

Woh bhi khali ho gaya

Bura hai zamaana

Tu chal dagar na kar agar magar

Kaisa hai ye safar

Manzilon ki na hai koi khabar

Safar… kaisa hai ye safar

Manzilon ki na hai koi khabar

Safar…

Interlude

Pairon ko baandhe bediyan

Bataaye sau kahaaniyan

Tu roshni tu rang hai

Tu ud rahi patang hai

Bana hai tu dhaa de gazab

Aazmaana hai ab iss zamane ka har paintra

Guzar… aisi raah se guzar

Jee uthe har ghadi har pehar

Safar… kaisa hai ye safar

Manzilon ki na hai koi khabar (x2)

Safar.....

Safar لـ Bhuvan Bam - الكلمات والمقاطع