logo

Aankhon Se Batana

logo
الكلمات
Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge

Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge

Hum raah taake baithey hai koi ijazat do

Hum raah taake baithey hai koi ijazat do

Tum haath thaam lena

Hum sawar jaayenge

Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge

Tumhari mehendi mein

Chhupe hum rahe

Baatein karna humse

Bin kuch tum kahe

Tumhari mehendi mein

Chhupe hum rahe

Baatein karna humse

Bin kuch tum kahe

Hum khamoshi padhlenge

Agar chup tum raho

Hum khamoshi padhlenge

Agar chup tum raho

Tum aadat bano humari

Hum bigad jaayenge

Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge

Yaar mere pyaar ka matlab

Samajhta nahi zamaana

Zamaane ki fikar nahi

Main chahoon tumhein samjhana

Ho ik meri khwaish yahin

Ke tum mein hai bass jaana

Ho jitni bhi muradein teri

Main pure sab kar jaana

Kaagazon par sabne

Apne lafz likhe

Humne apne jazbaat bhi sajaa ke hai rakhe

Kaagazon par sabne

Apne lafz likhe

Humne apne jazbaat bhi sajaa ke hai rakhe

Tum ankhon mein dekho humari

Sab samajh jaaoge

Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge

Tum aankhon se batana

Hum samajh jaayenge

Tum halki si sharmana

Hum tere ho jaayenge