huatong
huatong
avatar

Sun Soniye Sun Dildar - Dj Remix

Dj Anupam Tiwari/Itz Ashuhuatong
avonosmashuatong
الكلمات
التسجيلات
Sun sohneya sun dildar

Rab se bhi zyada tujhe karte

Hain pyar sun sohneya sun dildar rab se bhi

Zyada tujhe karte hain pyar

Tu hi

Khuda tu mera sansar khud se

Zyada tujhe karti hoon pyar tu hi khuda tu mera

Sansar khud se zyada tujhe karti hoon pyar

Lagta hai darr tu chhod na jaye jaye toh jaan

Sang le jaye dil ke dhadkan aankhon

Ka didaar rab se bhi zyada

Tujhe karte hain pyar sun soniyo sun dildar

Rab se bhi zyada

Tujhe karte hain pyar khuda ki inayat hai

Hume jo milaya hai diya pyar wala ye dil mein

Jalaya hai ho tu sanson mein aankhon

Mein mere yaar khud se zyada tujhe

Karti hoon pyar tu hi khuda tu mera sansar khud se

Zyada tujhe karti hoon pyar

Apna jahan sab se juda hum banayenge pyari si

Khushiyan chunke duniya se layenge itana to kar mujhpe

Eytbaar rab se bhi zyada

Tujhe karte hain pyar sun sohneya

Suna dildar rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Teri parchhai se door

Kaise jaungi tujhme basi hoon

Main tujhme kho jaungi meri

Palkon pe hai tera izahaar khud se zyada

Tujhe karti hoon pyar

المزيد من Dj Anupam Tiwari/Itz Ashu

عرض الجميعlogo