huatong
huatong
dj-harshit-shahdj-mhd-indkumar-sanu-raat-kali-ek-khwab-cover-image

Raat Kali Ek Khwab

DJ Harshit Shah/DJ MHD IND/Kumar Sanuhuatong
niunivalawahuatong
الكلمات
التسجيلات
Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

Subho ko jab hum neend se jaage

Aankh unhi se chaar hui

Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

Chahe kaho isse meri mohabbat

Chahe hansi mein uda do

Yeh kya hua mujhe

Mujhko khabar nahi

Ho sake tum hi bata do

Chahe kaho isse meri mohabbat

Chahe hansi mein uda do

Yeh kya hua mujhe

Mujhko khabar nahi

Ho sake tum hi bata do

Tumne kadam jo rakha zameen par

Seene mein kyu jhankar hui

Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

Subho ko jab hum neend se jaage

Aankh unhi se chaar hui

Raat kali ek khwab mein aayi

Aur gale ka haar hui

المزيد من DJ Harshit Shah/DJ MHD IND/Kumar Sanu

عرض الجميعlogo

قد يعجبك