Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Kyu kisi ke dar pe jaae aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Mai gulam e mustafa hu ye meri pehchan hai
Gham muje kyu kar sataye aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Apna jina apna marna ab isi chokhat pe hai
Ham kaha sarkar jaae aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Keh raha hai aapka rabb ant fihim aap se
Kyu inhe Mein du sazaen aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Samne hai ae ali ke laal usvaa apka
Kyu kisi ka khauf khae aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Mai ye kese maan jaoo sham ke darbar me
Chhin le koi ridaen aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Ye to ho sakta nahi ye baat munkin hi nahi
Mere ghar alam aae aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Kaun hai altaf apna haal e dil jis se kahe
Zakhm e dil kis ko dikhae aap ke hote hue
Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue
Ya sunallaahiul zulhadanaa ya habiballaahi ismurfi qaalanaa(Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue)
Inna na fi bahri khoirikum muqrakum khuzyadi sahlana qaalanaa(Haal e dil kisko sunae aap ke hote hue)