Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Aata bhi kaise jab allah ne banaya hi nahi 
Aata bhi kaise jab allah ne banaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Koi saani na hai rab ka na mere aaqa ka 
Koi saani na hai rab ka na mere aaqa ka 
Koi saani na hai 
Koi saani na hai rab ka na mere aaqa ka 
Ek ka jism nahi ek ka saaya hi nahi 
Ek ka jism nahi ek ka saaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen 
Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen 
Zulf wallail hai 
Zulf wallail hai rukh wadduha maazag aankhen 
Is tarah rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahi 
Is tarah rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Aap ne jab se nawaaza hai ya rasoolallah 
Aap ne jab se nawaaza hai ya rasoolallah 
Aap ne jab se 
Aap ne jab se nawaaza hai ya rasoolallah 
Maine daaman maine daaman 
Maine daaman kisi chaukhat pe bichaaya hi nahi 
Maine daaman kisi chaukhat pe bichaaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Jisne sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai 
Jisne sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai 
Jisne sarkar ke 
Jisne sarkar ke chehre ki ziyarat ki hai 
Uski nazron me koi aur samaaya hi nahi 
Uski nazron me koi aur samaaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Laut kar aa gaya makka se madine na gaya 
Laut kar aa gaya makka se madine na gaya 
Laut kar aa gaya 
Laut kar aa gaya makka se madine na gaya 
Kaise jaata tujhe aaqa ne bulaaya hi nahi 
Kaise jaata tujhe aaqa ne bulaaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Jab se darwaze pe likha maine aala hazrat 
Jab se darwaze pe likha maine aala hazrat 
Jab se darwaze pe 
Jab se darwaze pe likha maine aala hazrat 
Koi gustaakhe nabi ghar mere aaya hi nahi 
Koi gustaakhe nabi ghar mere aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahi 
Jab talak pusht pe shabbir rahe aye faizi 
Jab talak pusht pe shabbir rahe aye faizi 
Jab talak pusht pe 
Jab talak pusht pe shabbir rahe aye faizi 
Sar ko sajde se payambar ne utha ya hi nahi 