ye garv bhara mastak mera
ye garv bhara mastak mera
prabhu charan dhool tak jhukne de
ahankaar vikaar bhare mann ko
nij naam ki maala japne de
ye garv bhara mastak mera
prabhu charan dhool tak jhukne de
ye garv bhara mastak mera
main mann ke mail ko dho naa saka
ye jeevan tera ho naa saka
main mann ke mail ko dho naa saka
ye jeevan tera ho naa saka
haan ho naa saka
main premi hoon itna naa jhuka
gir bhi jo padun to uthne de
ye garv bhara mastak mera
prabhu charan dhool tak jhukne de
ye garv bhara mastak mera
main gyaan ki baaton ne khoya
aur karamheen padh kar soya
main gyaan ki baaton ne khoya
aur karamheen padh kar soya
jab aankh khuli to mann roya
jag soye mujhko jagne de
ye garv bhara mastak mera
prabhu charan dhool tak jhukne de
ye garv bhara mastak mera
jaisa hoon main khota yaa khara
nirdosh sharan mein aa to gaya
jaisa hoon main khota yaa khara
nirdosh sharan mein aa to gaya
haan aa to gaya ik baar ye
keh de khaali jaa
yaa preet ki reet chhalakne de
ye garv bhara mastak mera
prabhu charan dhool tak jhukne de
ye garv bhara mastak mera