huatong
huatong
indian-ocean-tu-kisi-rail-si-guzarti-hai-masaan-cover-image

Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai Masaan

Indian Oceanhuatong
sk8erpunkgirlhuatong
الكلمات
التسجيلات
Tu kisi rail si guzarti hai

Tu kisi rail si guzarti hai

Main kisi pull sa.. thartharata hoon

Tu bhale ratti bhar na sunti hai

Main tera naam budbudata hoon

Kisi lambe safar ki raaton mein

Tujhe alaav sa jalaata hoon

Tu kisi rail si guzarti hai

Main kisi pull sa.. thartharata hoon

Kaath ke taale hai

Aankh pe daale hai

Unmein isharon ki chabiyaan laga

Kaath ke taale hai

Aankh pe daale hai

Unmein isharon ki chabiyaan laga

Raat jo baaqi hain

Shaam se taaki hain

Neeyat mein thodi…

Neeyat mein thodi kharabiyaan lagaa

Kharabiyaan lagaa

Main hoon paani ke bulbule jaisa

Tujhe sochun toh phoot jaata hoon

Tu kisi rail si guzarti hai

Main kisi pull sa..

thartharata hoon

Tu kisi rail si guzarti hai

Main kisi pull sa..

thartharata hoon (na na na na na..)

Thartharata hoon… ( na na na na..)

Thartharata hoon… (na na na na..)

المزيد من Indian Ocean

عرض الجميعlogo

قد يعجبك