huatong
huatong
jal-tu-muskura-cover-image

Tu Muskura

Jalhuatong
sgivey55huatong
الكلمات
التسجيلات
Pal bhar ki zindegi hai tu muskura

Tu muskura

Hanske har gham ko tu peeta ja

Tu peeta ja

Par mera dil kyoon dhadke

Tere liye sajna

Tanha main tanha tu

Phir kyoon hain ye dooriyaan

Bheegi raat tera sath aaye bas mujhko yaad

Mere yaar muskura tu muskura mere yaar

Hoooo hoooo

Tum chup se rehte ho

Dil mein kuchh kehte ho

Sadiyon ke fasle hain

Door dil se kyoon rehte ho

Jaane kis lamhe toone mere

Dil mein ghar kar liya

Tanha main tanha tu

Phir kyoon hain ye dooriyaan

Bheegi raat tera sath aaye bas mujhko yaad

Mere yaar muskura tu muskura mere yaar

Hoooo hoooo

Ham se khafa ho juda to kya hua

Ham se khafa ho juda to kya hua

Dhadke ye jiya sirf tere hi liye

O piya o piya

Bheegi raat tera sath aaye bas mujhko yaad

Mere yaar muskura tu muskura mere yaar

Hoooo

المزيد من Jal

عرض الجميعlogo

قد يعجبك