Mere hisse ki khushi ko hansi ko
Tu chaahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi
Par yeh mujhse vaada kar
Uske ashkon pe ghamon pe
Dukhon peHar uske zakhm par
Haq mera hi rahe har
Jagah har ghadi
Haan umra bhar
Ab faqat ho yehi
Wo rahe mujhmein hi
Wo juda kehne ko
Bichde na par kabhi
Aye Khuda aye Khuda
Jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda
Jab bana uska hi bana
Uska hoon usmein hoon
Us-se hoon usi ka rehne de
Main to pyaasa hoon hai dariya
Wo Zariya wo jeene ka mere
Mujhe ghar de gali de shehar de
Usi ke naam ke
Kadam yeh chalein ya rukein
Ab usi ke vaste
Dil mujhe de agar
Dard de uska par
Uski ho wo hansi
Goonje jo mere ghar
Aye Khuda aye Khuda
Jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda
Jab bana uska hi bana