logo

Naa Dooja Koi

logo
الكلمات
Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi

Main Taan Teri Deewani Hui

Na Dooja Koi, Na Dooja Koi

Main Taan Teri Deewani Hui

Mera Desh Hai Na Pardesh

Tera Bhesh Hi Mera Bhesh

Tu Hi Gaav Tu Hi Naiya

Main Toh Teri Ho Gaiyaan

Desh Hai Na Pardesh

Tera Bhesh Hi Mera Bhesh

Tu Hi Gaav Tu Hi Naiya

Main Toh Teri Ho Gaiyaan

Main Toh Khoyi Usi Mein Khoyi

Main Khud Se Begaani Hui

Main Toh Khoyi Usi Mein Khoyi

Main Uski Kahani Hui

Hai Paagal Mera Yaar

Na Maksad Hai Na Aujaar

Sikhe Na Yeh Duniya Daari

Phir Bhi Uspe Dil Haari

Hai Paagal Mera Yaar

Na Maksad Hai Na Aujaar

Sikhe Na Yeh Duniya Daari

Phir Bhi Uspe Dil Haari

Main Phele Royi Haan Pehle Royi

Phir Main Bhi Mere Yaar Ke Jaise Hoyi

Main Phele Royi Haan Pehle Royi

Phir Main Bhi Mere Yaar Ke Jaise Hoyi

Hum Jhumein Badal Paar

Aur Phir Taire Nadi Hazaar

Main Lehar Banu Woh Dariya

Uska Dil Mera Zariya

Hum Jhumein Badal Paar

Aur Phir Taire Nadi Hazaar

Main Lehar Banu Woh Dariya

Uska Dil Mera Zariya

Na Dooja Koi, Na Dooja Koi

Main Taan Teri Deewani Hui

Naa Dooja Koi, Naa Dooja Koi

Main Taan Teri Deewani Hui