logo

Jaana Hairaan Sa (From "Game Changer")

logo
الكلمات
(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)

Jaana, hairaan sa, dil hai na hairaan sa

Jo kal tha veerana, lo, aaj hai mehka sa

Jaana, hairaan sa, haan, dil hai hairaan sa

Jo kal tak tha tanhao, lo, aaj hai chehka sa

Ab, jaan-e-jaan, jo hoga, so hoga, socho na

Tera hua main, meri hui tu, jab tak jaan

Ho gayi main sab se haseen, jab se tu mere sang hai

Heeron si damke ye hasi, jab se tu mere sang hai

Ho gaya main sab se naya, jab se tu mere sang hai

Achha khud ko lagne laga, jab se tu mere sang hai

(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna) a naa-dir-dhinna, a naa-dir-dhinna

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)

(Ga-re, ga-re, ga-re, ni-sa)

(Ni-sa, ni-sa, re-pa-ma-ga, pa-ma-ga-re)

(Ga-re, ga-re, ga-re, ni-sa)

(Ga-re, ga-re, ga-re, ni-sa)

(Ni-sa, ni-sa, re-pa-ma-ga, pa-ma-ga-re)

(Ga-re, ga-re, ga-re, ni-sa)

Anchhue se hain nazaare, dekhoon main jahan

Gagan se, dekho, phool barse, dharti pe, dekho, noor barse

Rang bhari yun hawaaein chalein, beparwah armaan yeh khilein

Naa kisi ko dein ijaazat apna ye jahaan

Ruaan-ruaan mera tere pyaar ki boli bole

Ab rag-rag ye meri tere pyaar ki raahein kholein

Jo teri hai, meri hai, sab se puraani hai

Sadiyon se, sadiyon ki daastaan

Ho gayi main sab se haseen, jab se tu mere sang hai

Heeron si damke ye hansi, jab se tu mere sang hai

Ho gaya main sab se naya, jab se tu mere sang hai

Achha khud ko lagne lagaa, jab se tu mere sang hai

(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna, naa-dir-dhinna)

(Naa-dir-dhinna, dilla-naa-dhinna)