Aisa sama na hota
kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa sama na hota
kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote
Mausam ye na aata yu na chhati ye ghata
Aise gungunake yu na gati ye hawa
Mausam ye na aata yu na chhati ye ghata
Aise gungunake yu na gati ye hawa
Gul shabnam ke moti na pirote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa sama na hota
kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hoteeee Aaa Aaa
Hum tum jo na milte to na chata ye nasha
Hota kuch bhi hota ye na hota jo hua
Hum tum jo na milte to na chata ye nasha
Hota kuch bhi hota ye na hota jo hua
Yaha milke na dil aise khote
Mere humrahi jo tum na hote
Aisa sama na hota
kuch bhi yaha na hota
Mere humrahi jo tum na hote
Mere humrahi jo tum na hote