Chori chori yun jab ho Aankhe char
kya hota hai
Aye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai
kaise Hota hai
jaane ye koi na
Chori chori yun jab ho Aankhe char
kya hota hai
deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai
Sara ye shehar.. dekha ghum ke..
dekhe lakhon hasi...ha
Humko hai yakin, koi bhi Kahi..
tere jaisi nahi..
Dil jo pagal kar jaye Wo didar
kya hota hai
Jana ab, hamne jana pehla Pyaar
kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai
kaise Hota hai
jane ye koi na...a
Chori chori yun jab ho Aankhe char
kya hota hai
deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai
Dehke jab tujhe... dekhte rahe...
Phir nazar na jhuke....haye
Karna chahe dil kitni hi baatein
Par juba na khule....
Bin bole hi aankho se, Ye ikraar
kya hota
Na bhi ha lagta hai Ye ikrar
kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jaata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai
kaise Hota hai
jaane ye koi na
Chori chori yun jab ho Aankhe char
kya hota hai
deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai..
Zindagi hai wo... jo kate Teri..
naram zulfo tale....haye
Mange dil dua... milna ho Agar..
pyaar tera mile
Koi milke jab chhede Dil ke tar
kya hota hai
Sanso se jab uthi hai Ye jhankar
kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai
kaise Hota hai
jane ye koi naa..
Chori chori yun jab ho Aankhe char
kya hota hai
deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai.