logo

Zara Sa

logo
الكلمات
Zara Si dil mein de jagah tu

zara sa apna le bana

Zara sa khawbon mein saja tu

Zara sa yaadhon mein basa

Mein chahun tujhko

Meri jaan bepaanah

Fida hoon tujhpe

Meri jaan bepaanaha

wooow O oo O O

Zara Si dil mein de jagah tu

zara sa apna le bana

Zara sa khawbon mein saja tu

Zara sa yaadhon mein basa

Mein tere mein tere

Kadmon mein rakh du yeh jahan

Mera ishq deewangi

Hai nahi hai nahi

Ashiq koi mujhsa tera

Tu mere liye bandagi

Mein chahun tujhko

Meri jaan bepaanah

Fida hoon tujhpe

Meri jaan bepaanaha

wooow O oo O O

Zara Si dil mein de jagah tu

zara sa apna le bana

Zara sa khawbon mein saja tu

Zara sa yaadhon mein basa

Keh bhi di keh bhi de

dil mein tere hai jo chupa

Khwaish jo hai teri

Rakh nahi rakh nahi

Parda koi mujhse aye jaan

Kar le tu mera yakin

Mein chahun tujhko

Meri jaan bepaanah

Fida hoon tujhpe

Meri jaan bepaanaha

wooow O oo O O