Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teri bahon me mar jaye hum
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teri bahon me mar jaye hum
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
La la la... la la la.......
La la la, la la laaaa...
Aankhe meri sapne tere,
Dil mera yade teri...
Ho mera hai kya (la la la),
Sab kuchh tera (la la la)
Jan teri saasen teri
Mere aankho me aansun tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teri bahon me mar jaye hum
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Yeh dil kahin lagta nahi,
kya kahun mein kya karun...
Ha tu samne baithi rahe,
Mein tujhe dekha karun
Tune aawaz di, dekh mein aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teri bahon me mar jaye hum
Tere baho me mar jaye hum..