F Khushiyaan aur gham sahti hai..
Phir bhi ye chup rehti hai..
Ab tak kisi ne na jaana..
Zindagi kya kehti hai..
MUSIC
M Mann se kaho tum mann ki suno tum..
Mann meet koi mann ka chuno tum..
Kuch bhi kahegi duniya duniya ki chodo..
Palkon mein sajke jhilmil..
Sapne buno tum..
F Khushiyaan aur gham sahti hai..
Phir bhi ye chup rehti hai..
Ab tak kisi ne na jaana..
Zindagi kya kehti hai..
M Apni kabhi to kabhi ajnabi..
F Aansu kabhi to kabhi hai hasi..
M Dariya kabhi to kabhi tishnagi..
F Lagti hai ye to..
M Khushiyaan aur gham sahti hai..
F Khushiyaan aur gham sahti hai..
M Phir bhi ye chup rehti hai..
F Phir bhi ye chup rehti hai..
M Ab tak kisi ne na jaana..
F Ab tak kisi ne na jaana..
M Zindagi kya..
F Zindagi kya kehti hai..