logo

Pyaar Hua Iqraar Hua Hai

logo
الكلمات
Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kaho ki apni preet ka

Geet na badlega kabhi

Tum bhi kaho is raah ka

Meet na badlega kabhi

Pyaar jo toota, saath jo chhoota

Chaand na chamkega kabhi

Aa ha ha, aa ha ha aa aa aa,

Aa aa aa

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Aaaaaaaaaaa

Raatein dason dishaaon se

Kahengi apni kahaaniyaan

Geet hamaare pyaar ke

Dohraayegi jawaaniyaan

Main na rahoongi, tum na rahoge

Phir bhi rahengi nishaaniyaan

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa

Pyaar Hua Iqraar Hua Hai لـ Manna Dey/Lata Mangeshkar - الكلمات والمقاطع