Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujh pe qurban meri jaan meri jaan
Aye meri zohra zabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujh pe qurban meri jaan meri jaan
Ye shokhiyan ye baak pan
Jo tujh mein hain, kahin nahi
Ye shokhiyan ye baak pan
Jo tujh mein hain, kahin nahi
Dilon ko jeetne ka fan
Jo tujh mein hain, kahin nahi
Main teri, main teri
Aankho mein pa gaya do jahaan
Main teri, main teri
Aankho mein pa gaya do jahaan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujh pe qurban meri jaan meri jaan
Tu mithe bol jaan e man
Jo muskurake bol de
Tu mithe bol jaan e man
Jo muskurake bol de
To dhadkano mein aaj bhi
Sharabi rag ghol de
O sanam o sanam
main tera aashiq e jaan vida
O sanam o sanam
main tera aashiq e jaan vida
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujh pe qurban meri jaan meri jaan
Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujh pe qurban meri jaan meri jaan