Song : Mere Hamsafar
Singer : Mithoon, Tulsi Kumaar
Music
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi
hain manzil pyar ki
Music
Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi
hain manzil pyar ki
Music
Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna
Music
Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna
Bin tere kahaan hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi
hai manzil pyaar ki
Music
Naa hum bewafaa hain
Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein
Hain bilkul hi judaa
Music
Naa hum bewafaa hain
Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein
Hain bilkul hi judaa
Phir kaise milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi
hai manzil pyar ki