logo

Tujhe Rab Ne Banaya Kis Liye

logo
الكلمات
m-Ho... ho ho ho...,

f-aa aa aa... aa aa aa...

aa... aa aa aa

m-ooooo aa aa

Tujhe rab ne banaaya

kis liye, kis liye

O tujhe rab ne banaaya

kis liyeee, kis liyeee

f-Tu akelaa na reh jaaye,

tu akelaa na reh jaaye

Is liye, is liye,

Is liye, is liye

m-Tujhe rab ne banaaya

kis liye, kis liye

m-Mandir-mandir, masjid-masjid,

dil ye dua maaange

Mandir-mandir, masjid-masjid,

dil ye dua maaange, ho

f-Dil kya dua maange, hamraahi,

dil kya dua mange

m-Toote na, saanso ka bandhan,

Ho na hum judaaa

f-Hame usne milaaya

kis liye, kis liye

Hame usne milaya

kis liye, kis liye

m-Kabhi bichhdee na, ham dono,

kabhi bichhdee na, ham dono

Is liye, is liye,

is liyeee, is liyeee

f-Chhod ke tujhko, beech safar me,

main jo, bichad jaaun

Chhod ke tujhko, beech safar me,

main jo, bichad jaaun

m-Aag lagaa dun, is duniya ko,

jalke main mar jaaun

f-Yaad karegi, duniya hamdam,

apne pyar ko

m-Mai dharti pe aaya,

kis liye, kis liye

Mai dharti pe aaya,

kis liye, kis liye

f-Mai ghut ke na, mar jaun,

mai ghut ke na, mar jaun

Is liye, is liye,

is liye, is liye

m-O tujhe rab ne banaaya

kis liye, kis liye

f-Tu akela na reh jaaye

Is liye, is liye,

is liye, is liye