ye aansoo ye jazbaat
tum bechate ho
gareebon ke haalat
tum bechate ho
ameeeeeeeron ki shaam
gareeeeeeebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
isi baat par sabko mera salaam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ye kya hai tamasha
ye kya hai sitam
ye kya hai tamasha
ye kya hai sitam
mazaa aa gaya bas khuda ki kasam
khushi ki dukaanon pe bikta hai ghum
bikta hai ghum
fida aise ghum pe hai khushiyaan tamaam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ye fankaar ki ik haseen yaad hai
ye fankaar ki ik haseen yaad hai
kisi bhookhe nange ki fariyaad hai
ye tasveer to kaabil e daad hai
kaabil e daad hai
isse dijiye aap pehla inaam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ye maasoom bachcha
ye majboor maa
ye maasoom bachcha
ye majboor maa
naa chulha na bartan
naa ghar na dhuwaan
naa chulha na bartan
naa ghar na dhuwaan
gareebi ki munh bolti daastaan
ameeri ka munh bolta inteqaam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
isi baat par sabko mera salaam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam
ameeron ki shaam
gareebon ke naam