huatong
huatong
avatar

Oh Haseena Zulfon wali (Teesri Manzil )

Mohammed Rafi a Asha Bhoslehuatong
organicka_wiccan_bythuatong
الكلمات
التسجيلات
M O haseena zulfon wali, jaane jahan

Dhoondti hain kafir

aankhen kiska nishaan

O haseena zulfon wali, jaane jahan

Dhoondti hain kafir

aankhen kiska nishaan

Mehfil mehfil, aye

shamaa, firti hon kaha?

Mehfil mehfil, aye

shamaa, firti hon kaha?

FM: Woh anjaana dhoondti hoon

Woh deewana dhoondti hoon

Jalaakar jo chup gaya hain

Woh parwaana dhoondti hoon

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^

^^^^^^^^^^^^^

FM:Garm hain, tej hain, yeh nigahe meri

M: Kaam aajayengi sard aahen meri

FM: Hey Tum kisi raah

mein to milo ge kahin

M: Arrey, ishq hoon, mein

kaheen theharta hi nahni

FM: Mein bhi hoon galiyon ki parchaai

Kabhi yaha, kabhi waha

Shaam hi se kuch ho jataa hain

Meri bhi jaadoo jawaan

M: O haseena zulfon wali, jaane jahan

Dhoondti hain kafir

aankhen kiska nishaan

Mehfil mehfil, aye

shamaa, firti hon kaha?

Mehfil mehfil, aye shamaa

firti hon kaha?

FM: Woh anjaana dhoondti hoon

Woh deewana dhoondti hoon

Jalaakar jo chup gaya hain

Woh parwaana dhoondti hoon

^^^^^^

^^^^^^

FM: Chup rahen, hain yeh

kya dhang hain aapka

M: Aaj to kuch naya rang hain aapka

FM: Aaj ki raat mein kya se kya ho gayi

M: Aha Aapki saadgi to balaa ho gayi

FM: Mein bhi hoon galiyon ki parchaai

Kabhi yaha, kabhi waha

Shaam hi se kuch ho jataa hain

Meri bhi jaadoo jawaan

M: O haseena zulfon wali, jaane jahan

Dhoondti hain kafir aankhen

kiska nishaan

Mehfil mehfil, aye shamaa

firti hon kaha?

Mehfil mehfil, aye shamaa

firti hon kaha?

FM: Woh anjaana dhoondti hoon

Woh deewana dhoondti hoon

Jalaakar jo chup gaya hain

Woh parwaana dhoondti hoon

FM:Thairiye to sahi,

kahiye kya naam hain

M: Meri badnamiyon ka wafaa naam hain

FM: Ohh Katal karke chalein,

yeh wafaa khoob hain

M: Hain naadan teri, yeh adaa khoob hain

FM: Mein bhi hoon galiyon ki parchaai

Kabhi yaha, kabhi waha

Shaam hi se kuch ho jataa hain

Meri bhi jaadoo jawaan

M: O haseena zulfon wali, jaane jahan

Dhoondti hain kafir

aankhen kiska nishaan

Mehfil mehfil, aye shamaa,

firti hon kaha?

Mehfil mehfil, aye shamaa,

firti hon kaha?

FM: Woh anjaana dhoondti hoon

Woh deewana dhoondti hoon

Jalaakar jo chup gaya hain

Woh parwaana dhoondti hoon

قد يعجبك