huatong
huatong
mohammed-rafi-dilruba-maine-tere-pyar-mein-cover-image

Dilruba Maine Tere Pyar Mein

MOHAMMED RAFIhuatong
mrssylvester2008huatong
الكلمات
التسجيلات
Dilruba maine tere pyaar mein,

kya kya na kiya

dil diya dard liya..

dil diya dard liya

kabhi phoolon mein guzaari,

kabhi kaanton pe jiya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

zindagi aaj bhi hai,

bekhudi aaj bhi hai

pyaar kahate hain jise,

vo khushi aaj bhi hai

maine din raat mohabbat

ka teri jaam piya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

kabhi phoolon me guzaari

kabhi kanton mein jiya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

kya kahun tere liye,

maine aansu bhi piye

kabhi khaamosh raha,

kabhi shikave bhi kiye

kar liya chaak e garebaan

kabhi daaman ko siya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

kabhi phoolon me guzaari

kabhi kanton mein jiya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

pyaar ki jaan hai tu,

dil ka aramaan hai tu

kaun duniya se dare jab,

nigehabaan hai tu

apani kashti ko sahaare

pe tere chhod diya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

kabhi phoolon me guzaari

kabhi kanton mein jiya

dil diya dard liya

dil diya dard liya

Dilruba maine tere pyaar mein,

kya kya na kiya..

dil diya dard liya..

dil diya dard liya.

المزيد من MOHAMMED RAFI

عرض الجميعlogo

قد يعجبك