Hoooooo
Hoooooo
Na woh akhiyan ruhani kahin
Na woh chehra noorani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo s i jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ( 2)
Na toh hansna rumaani kahin
Na toh khusboo suhani kahin
Na toh rangli adayein dekhin
Na toh pyari si nadani kahin
Jaisa tu hai waisa rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ( 4)
Baarishon ke mausam
ki bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe
jo aati mere lali tu
Raaton ka sukoon.....
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahton ki chaadron
mein kare rakhwali tu
Kabhi haq saare rakhta hai
Kabhi samjhe begaani kahin
Tu toh jaanta hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna jo hai kehna..
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ( 2)
Apne naseebon mein yaa
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaaton mein
Sang tujhe rakhna hai...
Sang tujhe rakhna hai
Tere sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein
Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Main toh jaanti hu marke bhi
Tujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna hai jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ( 4)