Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahi
Ki jin mein tum ho kya
tumhein mein bata sakun
Main aagar kahoon tumsa haseen
Kaynaat mein nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein dooobi yeh aadayein
Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aachal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari hai jaise chaandni
Roop ki chaandni
Main agar kahoon yeh dilkashi
Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Aankhon mein teri...
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho..ankhon mein teri...
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain
Aankhon mein teri...
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho...ankhon mein teri...
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain
Aayi aisi raat hai jo
Bohat khush naseeb hai
Chaahe jisse door se duniya
Vo mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai
Fir bhi hai dil mein sawaal kaheen
Sapnon mein jo roz kaha hai
wo phir se kahun Ya nahee
Aankhon mein teri
Ajab si, ajab si, adaayein hain
Ho...ankhon mein teri
ajab si, ajab si, adaayein hain
Dil ko bana dein jo patang
Saansein ye teri vo hawaayein hain