Tumko dekhe bina
Chain milta nahi
Dil pe ab to koyi
Zor chalta nahi
Har pal dhoondhe nazar
Tumko hi jaan e man
Had se badhne laga
Mera deewana pan
Kaise na milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezar
Sun sadayein de rahi hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezar
Sun sadayein de rahi hai manzil pyar ki
Ab hain judayi ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise na jayega andhera
Kyun na thamega tufaan
Jaadu hai kaisa
Dil ki lagi mein
Doob gaya hoon
Iss bekhudi mein
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayal hai
Ab mujhe raat din
Tumhara hi khayal hai
Kya kahun pyar mein
Deewanon jaisa haal hai
Deewanon jaisa haal hai
Tumhara hi khayal hai
Ae mere humsafar
Ae mere humsafar
Ae mere humsafar