Tum hi toh the khayalo mein tum hi the bekhayali mein
Koi aansu na thehra tha chali palkon ki jaali mein
Tumhein paake kaha khush they
Tumhe
Khoke kaha royen karen to kya karen koi agar taqdeer
Hee soye yahi to raaz e
Ulfat hai jo har ansoun ka rukh moda bahut khush hai
Tere bare main jabse sochna choda hain zinda hum
Magar tumne
Diya dukh toh nahi thoda bohut khush hai tere bare
Main jabse sochna choda
Mujhe tum dil pe likhlete agar taqdeer se pehle
Chalakta ishq rangon se har ik tasveer se
Pehle yeh hum hi jaante hain kis tarah tumne
Ye dil
Toda yahi to raaz e ulfat hai jo har ansoun ka rukh
Moda bahut khush hai
Tere bare main jabse sochna choda hain
Zinda hum magar tumne diya
Dukh to nahi thoda bohot khush hai tere bare main
Jabse sochna choda
Abhi kuch aag baki thi tere milne
Bicharne ki
Mera tan man bikharne ki meri sansein ukhadne ki
Jo rishta tumne toda tha na jane q nhi choda yahi
To raaz e ulfat hai jo har ansoun ka rukh moda
Bohut khush hai tere bare main
Jabse sochna choda hai zinda hum magar tumne
Diya dukh to nahi thoda bohut
Khush hai tere bare main jabse sochna choda