Zahe muqaddar huzur-e-haq se
Salaam aaya payam aaya
Jhuka o nazreen bicha o palkeen
Adab ka aala maqam aaya
Zahe muqaddar huzur-e-haq se
Salaam aaya payam aaya
Jhuka o nazreen bicha o palkeen
Adab ka aala maqam aaya
Zahe muqaddar
Yeh kawn sar se kafan lapei tey
Chala hai ulfat ke raatey par
Yeh kawn sar se kafan lapei tey
Chala hai ulfat ke raatey par
Firishtey hairat se tak rahe hain
Yeh kawn ziii ehteram aaya
Firishtey hairat se tak rahe hain
Yeh kawn ziii ehteram aaya
Zahe muqaddar
Faza mein labbaik ki sadain
Zi farsh taa aarsh goonjhtii hain
Faza mein labbaik ki sadain
Zi farsh taa aarsh goonjhtii hain
Har eik qurban ho raha hai
Zaban pe yeh kiss ka naam aaya
Har eik qurban ho raha hai
Zaban pe yeh kiss ka naam aaya
Zahe muqaddar
Yeh rahe-haq hai sambhal ke chalna
Yahan hai manzil qadam qadam par
Yeh rahe-haq hai sambhal ke chalna
Yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par to kehna aaqa
Salaam lijiye ghulam aaya
Pohanchna dar par to kehna aaqa
Salaam lijiye ghulam aaya
Zahe muqaddar
Yeh kehna aaqa bohat se aashiq
Taraptey se choor aaya hoon mein
Yeh kehna aaqa bohat se aashiq
Taraptey se choor aaya hoon mein
Bulawe ke muntazir hai lekin
Na subho aaaya na shaam aaya
Bulawe ke muntazir hai lekin
Na subho aaaya na shaam aaya
Zahe muqaddar
Dua jo nikli thi dil se aakhir
Palat ke maqbool ho ke aayee
Dua jo nikli thi dil se aakhir
Palat ke maqbool ho ke aayee
Woh jazba jis mein tarap thi sachee
Woh jazba aakhir ko kaam aaya
Woh jazba jis mein tarap thi sachee
Woh jazba aakhir ko kaam aaya
Zahe muqaddar
Khuda tera hafiz o nigehban
Oh rah e bat’ha kay janay wale
Khuda tera hafiz o nigehban
Oh rah e bat’ha kay janay wale
Nabi de sad inbisat ban kar
Payam darood o salaam aaya
Nabi de sad inbisat ban kar
Payam darood o salaam aaya
Zahay muqadar huzur e haq se
Salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen
Adab ka aala maqam aaya
Zahe muqaddar