logo

Woh Kehte Hain Ham Se

logo
الكلمات
Woh kahte hai humse

Woh kahte hai humse

Abhi umar nahi hai pyar ki

Nada hai wo kya jane

Kab kali khili bahar ki

Woh kahte hai humse

Abhi umar nahi hai pyar ki

Nada hai wo kya jane

Kab kali khili bahar ki

Woh kahte hai humse

Kam sin ho ya jawa ho

Jab pyar jagta hai

Kam sin ho ya jawa ho

Jab pyar jagta hai

Kab umar dekhta hai dil ka jana

Dil ka aa jana

Ye bat nahi ikhtyar ki

Nada hai wo kya jane

Kab kali khili bahar ki

Woh kahte hai humse

Dharti ke sath ambar

Chanda ke sath tare

Dharti ke sath ambar

Chanda ke sath tare

Nadiya ke sang kinare

Koi nahi tanha

Koi nahi tanha

Hai reet yahi sansarki

Nada hai wo kya jane

Kab kali khili bahar ki

Woh kahte hai humse

Abhi umar nahi hai pyar ki

Nada hai wo kya jane

Kab kali khili bahar ki

Woh kahte hai humse.