Ye hai dua
Ya hai sazaa
Kuch na dikhe
Tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai
Tere siva
Tera nasha
Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai
Tera nasha
Ye nasha badh jaaye na
Kahin ragon mein chadh jaye na
Tere bin kuch na rahun
Pyaar mein bus kar jaaye na
Iss tarah khona kisi mein
Theek bhi hai ya nahi
Pyaar ke iss sagar mein main
Doob na jaaun kahin
Ye hai dua
Ya hai sazaa
Kuch na dikhe
Tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai
Tere siva
Tera nasha
Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai
Tera nasha
Iss tarah chhoota hai tu
Girha se khulti hun main
Kitne din ehsaas ye
Sang le chaltihun main
Din- ba- din chaaht teri
Ho rahi aadat meri
Aisa hai tera nashaa
Gum sa hai khud ka pataa
Ye hai dua
Ya hai sazaa
Kuch na dikhe
Tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi na dikhta hai
Tere siva
Tera nasha
Chahaya hai chhaaya hai chhaaya hai
Tera nasha