Ishq da rog laga ke
Akhiya ja surma paake
Na ab tu door na jaana
Mere dil ka chain churake
Ankho se barse ansu
Jaise jehlim se paani
Sachcha hai pyar ye mera
Par na tu isse pehchani
Rab se main karta hu duwaan
Ban ja tu meri ban jaa…
Tere liye kar ke kuch bhi
Du apni jaan bhi kahi
Chalo fir tum ko yaad karke
Tere yaad ki fariyad karke
Tere ishq kikahani main
Anshu vo ko apne shihayi karke
Na tere pehle aaya koi tha
Naa tere baad aayega
Pehla tu mera pyar hai
Aur tuhi akhri…
Sapno mein mere bas tu hi hai
Din raat mere tu khiyalo mein
Hona tujhse kabhi durr nahi
Dua main karu bas ek hi yahi
Bhul na paata tere chehre ka noor
Ladki nahi tu mujhe lagti hai hoor
Khud se na karna kabhi mujhe door
Hona jaaye dil ye kabhi mera chur
Dil mera dekhe bas teri rahein
Tujhko hi dhunde bas yeh nigaahe
Dil tera mere sath chalta rahe
Yahi baat abb mera dil kahe
Ishq da rog laga ke
Akhiya ja surma paake
Na ab tu door na jaana
Mere dil ka chain churake
Ankho se barse ansu
Jaise jehlim se paani
Sachcha hai pyar ye mera
Par na tu isse pehchani
Jab bhi kabhi baitha main gaane likhne
Likhta hu yu bas main tere baare
Tere baare likhe hai geet saare
Teri ye adaaye haaye mujhe maare
Jab jab aaya tere chehre pe baal
Dil na bhare mach jaaye bawaal
Rab ne banaya tujhe wakehi kamaal
Dekhu main chand ya dekhu tara chehra?
Jab jab dekhu tujhe asar kare gehra
Gehra ye asar main aaj tak hu seh raha
Seh rha main jo bhi mere lafzo mein behra