tere liye hum hain jiye
honton ko siye
tere liye hum hain jiye
har aansoo piye
dil mein magar jalte rahe
chaahat ke diye
tere liye tere liye
tere liye hum hain jiye
har aansoo piye
tere liye hum hain jiye
honton ko siye
dil mein magar
jalte rahe
chaahat ke diye
tere liye tere liye
aaaa aaaa aaaa aaaa
zindagi le ke aayi hai
beete dinon ki kitaab
zindagi le ke aayi hai
beete dinon ki kitaab
ghere hain ab hamein
yaadein behisaab
bin poochhe
mile mujhe
kitne saare jawaab
chaaha tha kya
paaya hai kya
hamne dekhiye
dil mein magar
jalte rahe
chaahat ke diye
tere liye tere liye
kya kahoon duniya ne kiya
mujh se kaisa bair
kya kahoon duniya ne kiya
mujh se kaisa bair
hukam tha main jiyun
lekin tere bagair
naadaan hai woh
kehte hain jo
mere liye tum ho gair
kitne sitam
hampe sanam
logon ne kiye
dil mein magar
jalte rahe
chaahat ke diye
tere liye tere liye
tere liye hum hain jiye
honton ko siye
tere liye hum hain jiye
har aansoo piye
dil mein magar
jalte rahe
chaahat ke diye
tere liye tere liye
tere liye
tere liye
tere liye
tere liye