logo

Bekhayali

logo
الكلمات
Bekhayali mein bhi tera

Hi khayal aaye

Kyun bicharna hai jaroori

Ye sawaal aaye

Teri nazdeekiyon ki khushi

Behisaab thi

Hisse mein faashle bhi tere

Bemishaal aaye

Main jo tumse door hoon

Kyun door main rahoon

Tera guroor hoon

Aa tu faashla mita

Tu khwab sa mila

Kyun khwab todd doon

Bekhayali mein bhi tera

Hi khayal aaye

Kyun bicharna hai jaroori

Ye sawaal aaye

Thoda sa main khafa ho gaya

Aapne aap se

Thoda tujhpe bhi bewajah

Hi malaal aaye

Hai ye tadpan

Hai ye uljhan

Kaise jee loon bina tere

Meri aab sabse aanban bante

Kyun ye khuda mere

(Hmm..)

Ye jo log baag hai

Jungle ki aag hai

Kyun aag mein jaloon

Ye nakaam pyaar mein

Khush hai ye haar mein

In jaisa kyun banoon

Raatein dengi bata

Neendon mein teri hi baat hai

Bhooun kaise tujhe

Tu toh khayalon mein saath hai

Bekhayali mein bhi tera

Hi khayal aaye

Kyun bicharna hai jaroori

Ye sawaal aaye

Nazar ke aage har ek manzar

Reet ki taraha bikhar raha hai

Dard tumhaara badan mein mere

Zehar ki tarah utar raha hai

Nazar ke aage har ek manzar

Reet ki taraha bikhar raha hai

Dard tumhaara badan mein mere

Zehar ki tarah utar raha hai

Aa jamaane aajma le rooth’ta nahi

Faaslo se haushla ye toot’ta nahi

Na hai wo bewafa aur na main hoon bewafa

Wo meri aadatonki tarah chhothta nahi