Tumhein koyi aur dekhe to jalataa hai dil
Badee mushkilon se phir sanbhalta hai dil
Kya-kya jatan karte hain, tumhein kya pata
Ye dil beqaraar kithna, ye hum nahin jaanate
Magar jee nahin sakate tumhaare binaa
Haan , hamein tumse pyaar kithna, ye hum nahin jaanate
Magar jee nahin sakate tumhaare binaa
Haan , hame tumse pyaar kithna...
Sunaa gam judaae ka uthaate hain log
Jaane zindagi kaise bitaate hain log
Hamein intazaar kithna, ye hum nahin jaanate
Magar jee nahin sakate tumhaare binaa
Haan , hamein tumse pyaar kithna, ye hum nahin jaanate
Magar jee nahin sakate tumhaare binaa
Aa, hamein tumse pyaar kithna...