huatong
huatong
avatar

MUSAFIR JANE WALE

Sagen/Udit Narayan/Preeti Uttamhuatong
bseyerr1huatong
الكلمات
التسجيلات
M - Hmm.. Hmm....

ho.. ho....

Musafir jaane wale

Musafir jaane wale,

nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

Musafir jaane wale,

nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

F - O.. O....O...hmm.. hmm hmm unn

O. Oho.HO..HO.

M - Badi mushkil se

dil mein apne

Badi mushkil se

dil mein apne

Log basaate hain

kuchh sapne

Yeh sapne sheeshe ke khilaune

Toot ke bas lagte hain rone

Dilon pe chha jaate hain

Yeh baadal kaale kaale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

Musafir jane wale,

nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

F - O… O.. O.. O..

O dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

((O dariya de paaniyan))

((Yeh maujaan phir nahin aaniyan ))

Yaad aayengi...

ho.. yaad aayengi

Bas jaane walon ki kahaniyan

Dariya de paaniyan

Yeh maujaan phir nahin aaniyan

((dariya de paaniyan))

((Yeh maujaan phir nahin aaniyan))

O.. haha ha....

M - na jaane kya

chhoot raha hai

O ..na jaane kya

chhoot raha hai

Dil mein bas kuchh

toot raha hai

Hothon par nahi koi kahani

Phir bhi aankh mein aa

gaya paani

Nahin hum bhoolnewale

Nahin tum bhoolnewale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

Musafir jaane wale,

nahi phir aane waale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

Musafir jaane wale,

nahi phir aane wale

Chalo ik doosre ko

karein rab ke havaale

Ho.. o.. aa..

Ho...o...

المزيد من Sagen/Udit Narayan/Preeti Uttam

عرض الجميعlogo

قد يعجبك

MUSAFIR JANE WALE لـ Sagen/Udit Narayan/Preeti Uttam - الكلمات والمقاطع