Sapno ki yeh duniya mein hum khoye hi rehte haan
Khoye hi rehte haan
Kaise hum sehte haan
Haan haan
Dil ke darwaazon pe tum bhi dastak yun dete haan
Dastak yun dete haan
Kaise hum sehte haan
Haan haan
Tum... Meri duaaon mein
Tum... Meri panaahon mein
Tum... Dil ke darwaazon mein tum
Tum... Tum Hi Tum
Tum... Meri duaaon mein
Tum... Meri panaahon mein
Tum... Dil ke darwaazon mein tum
Tum... Tum Hi Tum
Dhadak dhadakta zoro re dil mera
Dhadke yeh dil mera
Tumko nihaarte
Sambhal Sambhalna aata na hai humko
Aata na hai humko
Tumko nihaarte
Milne ko chitthi ab kaagaz tarasti
Afeemi yeh ishq jo mujhpe barasti
Ab kehdo ik pal bhi na tokenge tumko yun haan haan
Andheri yeh raaton mein ho ik sitaara tum
Dil ke samandar meh jaise kinaara tum
Sapno meh aao toh saath bhi baithenge haan
Tum... Meri duaaon mein
Tum... Meri panaahon mein
Tum... Dil ke darwaazon mein tum
Tum... Tum Hi Tum
Tum... Meri duaaon mein
Tum... Meri panaahon mein
Tum... Dil ke darwaazon mein tum
Tum... Tum Hi Tum